Pages

Thursday, August 30, 2012

Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain


Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
Khud paband rehty han tumen azad rakhty han,

Hamary khoon mai Rab ne yehi taseer rakhi hai
Burai bhool jatay hain achai yaad rakhtay hain,

Mohabbat mai kahi hum se gustakhi na ho jay
Ham apna har qadam us k qadam k baad rakhty han.

No comments: